Wednesday, 11 March 2015

if music be the food of love

If music be the food of love,play on,play on!
sare ke sare gama ko lekar gate chale.
yeh jo mohabbat hai,ye unka ha kaam are mehboob ka jo late hue naam ho jayen badnaam.
ghungroo ki tara bajta hi rahaa,kabhi is pag mein kabhi us pag mein.
main hoon jhumroo,phakkad ghumroo ban ke ghumroo,main yeh pyaar ka geet gaata chala.
maine tere liye hi saat rang ke sapne chune,kuch haste kuch gam ke
kahin door jab sanjh dhal jaye,sanjh ki dulhan badan churaye,mere khayalon ke aangan mein koi sapnon ke deep jalaye
geet gata hoon main gunganta hoon main,maine hansne ka wada kiya ta kabhi is liye sada muskarata hoon main
chala jata hoon kisi ki dhun mein,suhane sapne
yeh shaam mastani madhosh kiye jai
suhana safar aur ye mausam hasin,hame dar hai ke kahin kho na jaye kahin
ye mera geet jeevan sangeet kal phir koi dohrayega,jag ko hasane behroopiya roop badal phir aayega

No comments:

Post a Comment